Shayari & Quotes

Top most popular Independence Day Quotes in Hindi for Celebrating 2018 Year

Making & sharing of famous freedom fighters Quotes become the latest trend in Indian youth on the Independence day. Normally we use whatsapp for sharing these kind of nationalism quotes with friends, public groups, Relatives etc. So, here in this post we have created a common but very trendy list of quotes those can be use as wishes for independence day.

  • Hope you'll love all these independence day quotes in hindi. Please like share & comments..
  • जब तक गलती करने की स्वतंत्रता ना हो तब तक स्वतंत्रता का कोई अर्थ नहीं है. – महात्मा गाँधी

Main iska Hanumaan hun, Yeh mera Ram hain
Chhati cheer kr dekhlo, Andr betha Hindustaan h.

  • आततायी कभी स्वेछा से आज़ादी नहीं देता, पीड़ितों द्वारा इसकी मांग की जानी चाहिए. – मार्टिन लूथर किंग जूनियर

Ishq toh karta hain har koyi Mehboob pe marta hain har koyi,
Kbhi watan ko mehbub bna kr deko Tujh pe marega har koyi!!!

Check out the Most Popular Independence Day Shayari 2018

Also Check : Indian Independence Day 2018 Images

  • विकास के लिए सबसे अच्छा मार्ग आज़ादी का मार्ग है. – जॉन ऍफ़ केनेडी
  • हिंसक तरीकों से हिंसक स्वतंत्रता मिलेगी. यह दुनिया के लिए और खुद भारत के लिए एक गंभीर खतरा होगा. – महात्मा गाँधी
  • स्वतंत्रता के लिए लाखों लोगों ने अपना जीवन बलिदान कर दिया लेकिन कुछ स्वार्थी लोगों के कारण हमें सही स्वतंत्रता नहीं मिली – अन्ना हज़ारे

Bulbul ko gul mubarak, gul ko chaman mubaraq
Hamko to apna pyara, Bharat vatan mubaraq !!

  • जो लोग दूसरों को आजादी नहीं देते उन्हें खुद भी इसका हक नहीं होता. – अब्राहम लिंकन
  • स्वतंत्रता का अर्थ जिम्मेदारी है . इसीलिए ज्यादातर लोग इससे डरते हैं – जॉर्ज बर्नार्ड शॉ

Jo bhara nhi hai bhaavon se jishme behati rasdhaar nhi
Vo hriday nhi vo patthar hai jishme savdesh ka pyaar nhi.

Watan ki sar bulandi me, humara naam shamil,
Guzarte rehna hain humko sada ese mukamo se.

अनेकता में एकता ही हमारी शान हैं
इसीलिए मेरा भारत महान हैं..!!!!

"Top 10 Best Bewafa Shayaries"

Farz Tha Jo Mera Nibha Diya Maine,
Usne Jo Manga Vo Sab Diya Maine,
Wo Sunke Gairon Ki Batein Bewafa Ho Gaya,
Samajh K Khwab Usko Akhir Bhula Diya Maine.

Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum Ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni To Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har Koi Apny Maqsad Ka Talabgar Mila.

Bhale Door Tum Raho Hum Zinda Reh Lenge,
Dukh Zindagi Ke Sare Hum Seh Lenge,
Tum Khush Raho Geron Ke Sang,
Hum Khud Ko Bewafa Keh Lenge.

Visit : HDImagesWallpapers.Org

Bhale Hi Kisi Ghair Ki Jaagir Thi Wo,
Par Mere Khwabon Ki Tasveer Thi Wo,
Mujhe Milti To Kaise Milti,
Kisi Aur Ke Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.

Bahut Kam Log Hote H, Jamane Mein Aise,
Sachi Chahat Ki Jinhe Pehchan Hoti H,
Itna Soch Lena Kisi Par Mar Mitne Se Pehle,
Ki Gawane Ke Liye Ek Hi Jaan Hoti Hai.

Dil Hamara Zulf Ke Janzeer Ke Qabil Na Tha,
Ye Hame Maloom Tha Pyar Ke Qabil Na Tha,
Tumse Ek Tasweer Mangi Thi Tumhe Manga Na Tha,
Kya Aashiqui Dilbar Teri Tasweer Ke Qabil Na Tha.

Mai Shayar Nahi Tha Teri
Berukhi Ne Mujhe Shayar Bana
Diya. Ek Hansi Ke Badle
Tune Mujhe Kai Bar Rula Diya.
Ab Tujhe Kya Iljam Du Bewafa
Ek Insan Ko Jinda Lash Bana Diya.

Humare Muskurane Ki Wajah Tum Ho,
Hamare Zindagi Ka Matlab Tum Ho,
Agar Chor Diya Saath Hamara To Samajh Lena
K Hamari Maut Ki Waja Bhi Tum Ho.

Meri Talaash Ka Zurm Hai
Ya Meri Wafa Ka Qasoor,
Jo Dil Ke Qareeb Aya
Wohi Bewafa Nikala !

Kadam Kadam Pe Baharon Ne Saath Chhoda,
Zaroorat Padne Par Yaaron Ne Saath Chhoda,
Vaada Kiya Sitaron Ne Saath Dene Ka,
Subah Hone Par Sitaron Ne Bhi Saath Chhoda.

 

© Copyright Galweb